Friday, June 24, 2011

Planets



I have always wanted to know planets in Hindi as  Hindus believe them to be gods as well. Anyway here is the list:

तारा
taaraa
star
ग्रह
grah
planet
सूर्य
soorya
Sun
बृहस्पति
brihaspati
Jupiter
शनि
shani
Saturn
अरुण
aruN
Uranus
इंद्र
indr
Uranus
वरुण
varuN
Neptune
पृथ्वी 
prithvee
Earth
शुक्र
shukr
Venus
मंगल
mangal
Mars
बुद्ध
buddh
Mercury
चंद्र
chandr
Moon


Deities at the local temple (if you know their name please comment)




Directions

1. Words that show directions:




यहाँ
yahaan
here
वहां
vahaan
there
इस तरफ
is taraf
this side
उस तरफ
us taraf
that side
सीधा
seedhaa
direct
उलटा
ulTaa
inverse
ऊपर
oopar
up
नीचे
neeche
down
पीछे
peecche

behind
अन्दर
andar
inside
बाहर
baahar
outside
आसपास
aaspaas
around
नज़दीक
nazdeek
close
दूर
door
away
दायाँ
daayaan
right
बयां
baayaan
left
उत्तर
uttar
North
दक्षिण
dakshiN
South
पूर्व
purv
East
पश्चिम
pakshim
West
में
mein
in
के पास
ke paas
to
इधर
idhar
here
उधर 
udhar
there
कहाँ?
kahaan
where?


Hindu goddess near the entrance into the temple.


2. Example sentences with direction words:

हम यहाँ हैं और आप कहाँ हैं?
Ham yahaan hain aur aap kahaan hain?
We are here and where are you?

हमारा घर वहाँ हैं. और आपका घर कहाँ है?
Hamaaraa ghar vahaan hain. Aur aapkaa ghar kahaan hai?
Our house is there and where is your house?

इस तरफ देखो - कितने सुन्दर मकान हैं!
Is taraf dekho – kitne sundar makaan hain!
Look this way – such beautiful houses!

वह आदमी रिक्शा में सीधा उस तरफ गया था।
Vah aadmee rikshaa mein seedhaa us taraf gayaa thaa.
That man in a rickshaw went straight (that side).

हम दिल्ली जा रहे थे लेकिन आड़े रस्ते से ही उलटे मुर गए।
Ham Dillee jaa rahe the lekin aaDe raste se hee ulTe mur gaye.
We were going to Delhi, but half way we turned back.

हमारा सोने का कमरा ऊपर है।
Hamaaraa sone kaa kamraa oopar hai.
Our bedroom is upstairs.

मेज़ के ऊपर एक बिल्ली बैठी हुई है।
Mez ke oopar ek billee baiThee huee hai.
There is a cat sitting on the table. 

निचे वाला कमरा बिलकुल खाली है।
Neeche vaalaa kamraa bilkul khaalee hai.
The room downstairs is totally empty.

माँ, मेरी बोंल कहाँ है? गाड़ी के नीचे देखो।
Maan, meree bol kahaan hai? GaaDee ke neeche dekho.
Mom, where is my ball? Have a look under the car.

हमारे घर के पीछे एक छोटा सा मार्केट है।
Hamaare ghar ke peecche ek chhoTaa saa market hai.
There is a small market behind our house.

अन्दर आईये, बहार बहुत धुप है।
Andar aaeeye, baahar bahut dhoop hai.
Come inside, it is very sunny outside.

क्या आसपास कोई अच्छा सा होटल है? हाँ जी, दो तीन होटल हैं।
लेकिन पार्क प्लाज़ा होटल सब्जे नज़दीक है।
Kyaa aaspaas koee achchhaa saa hoTal hai? Haan jee, do teen hoTal hai. 
Lekin Park Plaza hoTal sabse nazdeek hai.
Is there any good hotel nearby? Yes, there are two-three hotels. But Park Plaza hotel is the closest.

अमृतसर यहाँ से कितना दूर है? पांच सौ  किलोमीटर।
Amritsar yahaan se kitnaa door hai? Paanch sau kilomeetar.
How far is Amritsar from here? Five hundred kilometres.

अभी कहा जाऊ? पहले दायें मोर ले न र्और बाद में बाएं
Abhee kahaan jaaoon? Pahle daayen mor le na aur baad mein baayen.
Where do I go now? First turn right and then – to the left. (Talking to a rickshaw puller while in a rickshaw)

विमला उत्तर भारत से आई हुई है।
Vimlaa uttar Bhaarat se aaee huee hai.
Vimla is from the North of India.

सूरज पुर्व से उगता है और पश्चिम में ढलता है।
Sooraj purav se ugtaa hai aur pashchim mein dhaltaa hai.
The sun rises from the east and sets in the west.

दक्षिण भारत में बहुत गर्मी पढ़ती है।
DakshiN Bhaarat mein bahut garmee parhtee hai.
In the South of India it is very hot.

में अभी नेपाल में रहता हूँ।
Mein abhee Nepaal men rahtaa hoon.
I now live in Nepal.

मेरे आसपास बच्चे खेल रहे हैं।
Mere aaspaas bacche khel rahe hain.
Children are playing nearby me (around me).

हाथी के डर से लोग इधर-उधर भागने लगे।
Haathee ke dar se log idhar-udhar bhaagne lage.
Scared of the elephant people started running here and there.

A craftsman Ram Nath at the temple construction site


CITY

                                                    

शहर
shahar
city
(m)
गाँव
gaanv
village
(m)
सड़क
saDak
road
(f)
गली
galee
street
(f)
कोना 
konaa
corner
(m)
घर
ghar
house, home
(m)
इमारत
imaarat
building
(f)
स्टेशन
sTeshan
station
(m)
बस स्टॉप
bas sTap
bus stop
स्कूल
skool
school
विद्यालय 
vidyaalay
school
(m)
विश्वविद्यालय
vishvavidyaalay
university
(m)
अस्पताल
aspataal
hospital
(m)
फार्मेसी
faarmasee
pharmacy
दवाख़ाना
davaaKhaanaa
pharmacy
बाथरूम
baathroom
bathroom
शौचालय
shauchaalay
toilet
(m)
दूकान
dukaan
shop
(f)
बाज़ार
bazaar
market
(m)
मौल
maul
mall
(m)
मेला
melaa
fair
(m)
हवाई अड्डा 
havaaee aDDaa
airport
(m)
बंदरगाह
bandargaah
port
(m)
पार्क
paark
park
(m)
चिड़ियाघर
chiDiyaaghar
zoo
(m)
संग्रहालय
sangrahaalay
museum
(m)
गैलरी
gailaree
gallery
(m)
वीथिका
veethikaa
gallery
(f)
मंदिर
mandir
temple
(m)
मस्जिद
masjid
mosque
(f)
गुरुद्वारा
gurudwara
gurudwara
चर्च
charch
church
(m)
कब्रिस्तान
kabristaan
cemetery
(f)
पुल
pul
bridge
(m)
दूतावास
dutaavaas
embassy
महल
mahal
palace
(m)
नदी
nadee
river
(f)
पार्किंग
paarking
parking
(m)
थाना
thaanaa
police station
(m)
जेल
jel
prison
(f)
संसद
sansad
parliament
(f)
होटल
hoTal
hotel
(m)
आश्रम
aashram
ashram
(m)
फ़्लैट
flaiT
flat
(m)
राजधानी
raajdhaanee
capital
(f)
सिनेमाघर
sinemaaghar
cinema
(m)
डाकघर 
Daakghar
post office
(m)
बैंक 
baink
bank
(m)

An old house in Jaipur