1. Words that show directions:
यहाँ | yahaan | here |
वहां | vahaan | there |
इस तरफ | is taraf | this side |
उस तरफ | us taraf | that side |
सीधा | seedhaa | direct |
उलटा | ulTaa | inverse |
ऊपर | oopar | up |
नीचे | neeche | down |
पीछे | peecche | |
अन्दर | andar | inside |
बाहर | baahar | outside |
आसपास | aaspaas | around |
नज़दीक | nazdeek | close |
दूर | door | away |
दायाँ | daayaan | right |
बयां | baayaan | left |
उत्तर | uttar | North |
दक्षिण | dakshiN | South |
पूर्व | purv | East |
पश्चिम | pakshim | West |
में | mein | in |
के पास | ke paas | to |
इधर | idhar | here |
उधर | udhar | there |
कहाँ? | kahaan | where? |
Hindu goddess near the entrance into the temple. |
2. Example sentences with direction words:
हम यहाँ हैं और आप कहाँ हैं? Ham yahaan hain aur aap kahaan hain? We are here and where are you? |
हमारा घर वहाँ हैं. और आपका घर कहाँ है? Hamaaraa ghar vahaan hain. Aur aapkaa ghar kahaan hai? Our house is there and where is your house? |
इस तरफ देखो - कितने सुन्दर मकान हैं! Is taraf dekho – kitne sundar makaan hain! Look this way – such beautiful houses! |
वह आदमी रिक्शा में सीधा उस तरफ गया था। Vah aadmee rikshaa mein seedhaa us taraf gayaa thaa. That man in a rickshaw went straight (that side). |
हम दिल्ली जा रहे थे लेकिन आड़े रस्ते से ही उलटे मुर गए। Ham Dillee jaa rahe the lekin aaDe raste se hee ulTe mur gaye. We were going to Delhi, but half way we turned back. |
हमारा सोने का कमरा ऊपर है। Hamaaraa sone kaa kamraa oopar hai. Our bedroom is upstairs. |
मेज़ के ऊपर एक बिल्ली बैठी हुई है। Mez ke oopar ek billee baiThee huee hai. There is a cat sitting on the table. |
निचे वाला कमरा बिलकुल खाली है। Neeche vaalaa kamraa bilkul khaalee hai. The room downstairs is totally empty. |
माँ, मेरी बोंल कहाँ है? गाड़ी के नीचे देखो। Maan, meree bol kahaan hai? GaaDee ke neeche dekho. Mom, where is my ball? Have a look under the car. |
हमारे घर के पीछे एक छोटा सा मार्केट है। Hamaare ghar ke peecche ek chhoTaa saa market hai. There is a small market behind our house. |
अन्दर आईये, बहार बहुत धुप है। Andar aaeeye, baahar bahut dhoop hai. Come inside, it is very sunny outside. |
क्या आसपास कोई अच्छा सा होटल है? हाँ जी, दो तीन होटल हैं। लेकिन पार्क प्लाज़ा होटल सब्जे नज़दीक है। Kyaa aaspaas koee achchhaa saa hoTal hai? Haan jee, do teen hoTal hai. Lekin Park Plaza hoTal sabse nazdeek hai. Is there any good hotel nearby? Yes, there are two-three hotels. But Park Plaza hotel is the closest. |
अमृतसर यहाँ से कितना दूर है? पांच सौ किलोमीटर। Amritsar yahaan se kitnaa door hai? Paanch sau kilomeetar. How far is Amritsar from here? Five hundred kilometres. |
अभी कहा जाऊ? पहले दायें मोर ले न र्और बाद में बाएं। Abhee kahaan jaaoon? Pahle daayen mor le na aur baad mein baayen. Where do I go now? First turn right and then – to the left. (Talking to a rickshaw puller while in a rickshaw) |
विमला उत्तर भारत से आई हुई है। Vimlaa uttar Bhaarat se aaee huee hai. Vimla is from the North of India. |
सूरज पुर्व से उगता है और पश्चिम में ढलता है। Sooraj purav se ugtaa hai aur pashchim mein dhaltaa hai. The sun rises from the east and sets in the west. |
दक्षिण भारत में बहुत गर्मी पढ़ती है। DakshiN Bhaarat mein bahut garmee parhtee hai. In the South of India it is very hot. |
में अभी नेपाल में रहता हूँ। Mein abhee Nepaal men rahtaa hoon. I now live in Nepal. |
मेरे आसपास बच्चे खेल रहे हैं। Mere aaspaas bacche khel rahe hain. Children are playing nearby me (around me). |
हाथी के डर से लोग इधर-उधर भागने लगे। Haathee ke dar se log idhar-udhar bhaagne lage. Scared of the elephant people started running here and there. |
A craftsman Ram Nath at the temple construction site |
5 comments:
This is my favorite phrases page. I find the extra sentences and highlighted words especially helpful. Could you do something similar with the other topics in the Phrases area and add some sentences?
This site is helping me tremendously. Thank you!!
Aapka,
Mike
Namaste Mike,
Thanks so much for the comment (I only know what you find helpful if you post a comment). Yes, definitely, since now on I will aim at making more pages like these. Thanks again for your feedback.
very useful.........
Really helpful.Bahut achcha.
very very useful side, thank you so much
Post a Comment