बहादुर (Original version)
१.
हमारे पास एक बहादुर था। उसकी उम्र तिरेसठ साल थी। वह काफी सालों से हमारे साथ था। उसके पास एक जवान बीवी और दो छोटे बच्चे थे। भारत में सारे बहादुर नेपाल से आते है। वे लोग ऐसा अजीब सा टोपी पहनते हैं। लेकिन बहुत अच्छा आदमी था।
२.
हम इसको पैसे कम देते थे। उसके पास ज़्यादा कपड़े नहीं थे और वह ज़्यादा खाना भी नहीं खाता था। रात के समय पहरेदारी करकर सारा दिन सोया रहता था। बहादुर उठके चाय और बीड़ी पिता रहता था। उसको पढ़ना लिखना नहीं आता था। उसके नौ भाई बहिन थे। सारे विभिन्न बिमारियों से मर चुके थे।
३.
मैं इसका जीने का तरीका समझना बहुत चाहती थी लेकिन समझ नहीं पाई। जब मैंने हिंदी थोड़ी सी सीख ली, मैं कभी कभी बहादुर ज़िन्दगी के बारे में विभिन्न प्रशन पूछती रहती थी। लेकिन वह मेरे से बहुत बात नहीं करता था। उसने मुझे एक दिन बताया की उससे हिंदी सिखने मैं चार साल लगे थे।
४.
बहादुर हमारे पास बहुत काम और मदद करता था। जब वह हमारे पास रहता था हमारे घार में मरम्मत चल रही थी। वह हमेशा मजदूरों को चाय देता था और कभी कभी चाय भी बनाता था।
५.
एक बार बहादुर बीमार हो गाया था। उसको बहुत खांसी आ रहा था और चेहरे से बहुत कमज़ोर और उदास हो गाया था। उसका पेट भी बहुत ख़राब हो गाया। लोग बोलते रहते थे की वह कोड़ा में ख़राब सा मुर्गा खा लिया था।
६.
तिन दिन बाद हमारे पास फिर आ गाया। हम इसको कभी अच्छा खाना नहीं देते थे। वह कभी मांगता भी नहीं। लेकिन देखता रहता था जैसा उसको खाना है।
एक रविवार भोजन के लिए राजमा- चावल बना हुआ था। इसको बनाने में बहुत अच्छा खुशबु आ जाता है। किसी कारन के लिए मैंने दरवाज़ा खोल दिया और वहा पे बहादुर को देख लिया। शाम का समय था और बहादुर घर जाने वाला था। मेरे हाथों में एक राजमा-चावल की थाली थी और बहादुर सीधा इस थाली की तरह की देख रहा था। मैंने सोचा की शायद उसको यह राजमा-चावल खाना है। लेकिन मैंने बता नहीं क्यों संदेह किया। मैंने सोचा की हम अभी बना हुआ खाना कभी नहीं देते हैं तो मैं क्यों अभी दूं? दूसरा दिन बहादुर गायब हो गाया - काम पे नहीं आ गाया था। एक दिन हमें पता चला की वह चल बसा।
****************************************************************
Bahadur (English version)
1.
We had one Bahadur. He was sixty-three years old. He was with us for many years. He had a young wife and two small children. In India all Bahadurs come from Nepal. They wear such a strange cap. But (Bahadur) was a very good man.
2.
We used to pay him very little. He had very few clothes and also he didn't eat much food. After guarding (doing the job as a guard) at night he used to sleep all day. After getting up Bahadur would drink tea and smoke a bidi (a cigarette made of leaves). He couldn't read or write. He had nine brothers and sisters. They all died of different diseases.
3.
I wanted to understand his way of life but I couldn't. When I learned some Hindi, I sometimes asked different questions about Bahadur's life. But he didn't talk much to me. He told me one day that it took him four years to learn Hindi.
4.
Bahadur used to work and help a lot to us. When he used to be at our place, our house was under construction. He always used to give tea to workers and sometimes he also used to make tea.
5.
One day Bahadur became ill. He had a big cough and he used to look very weak and sad from his face. He had a bad stomach too. People were talking that he had a bad chicken in Khoda (Khoda Colony - a slum area in Noida/Delhi).
6.
After three days he came at our house. We never used to give him good food. And he never asked. However he kept looking as if he wants to eat.
One Sunday there was Rajma Chawal (beans with rice) cooked for lunch. While cooking it a very good smell comes out. For some reason I opened the door and saw Bahadur. It was evening and Bahdur was about to go home. There was a plate of Rajma Chawal in my hands and Bahadur was looking straight at it. I thought that maybe he wants to eat this Rajma Chawal. I don't know why but I doubted. I thought that we never give fresh food, so why do I give now? The next day Bahadur disappeared - didn't come to work. Later, we got to know that he passed away.
****************************************************************
Bahadur (Hindi transliteration)
1.
Hamaare paas ek Bahadur thaa. Uskee umr tiresaTh saal thee. Vah kaafee saalon se hamaare saath thaa. Uske paas ek javaan bivee aur do chhoTe bacche the. Bhaarat mein saare Bahadur Nepaal se aate hain. Ve log aisaa ajeeb saa Topee pahante hain. Lekin bahut acchaa aadmee thaa.
2.
Ham isko paise kam dete the. Uske paas zyaadaa kapde naheen the aur vah zyaadaa khaanaa bhee naheen khaataa thaa. Rat ke samay paharedaaree karkar saaraa din soya rahtaa thaa. Bahadur uThke chaay aur bidee piTaa rahtaa thaa. Usko paRhnaa likhnaa naheen aataa thaa. Uske nau bhaaee bahin the. Saare vibhinn bimaariyon se mar chuke the.
3.
Main iskaa jeene kaa tariqaa samajhna bahut chahtee thee lekin samajh naheen paaee. Jab maine Hindi thodee see seekh lee, main kabhee kabhee Bahadur zindagee ke baare mein vibhinn prashan poochhtee rahtee thee. Lekin vah mere se bahut baat naheen kartaa thaa. Usne mujhe ek din bataayaa ki usse Hindi seekhne mein chaar saal lage the.
4.
Bahadur hamaare paas bahut kaam aur madad kartaa thaa. Jab vah hamaare paas rahtaa thaa hamaare ghar mein marmmat chal rahee thee. Vah hameshaa majdooron ko chaay detaa thaa aur kabhee kabhee chaay bhee banaataa thaa.
5.
Ek baar Bahadur beemaar ho gaayaa thaa. Usko bahut khaansee aa rahaa thaa aur chahre se bahut kamzor aur udaas ho gaayaa thaa. Uskaa peT bhee bahut Kharaab ho gaayaa. Log bolte rahte the ki vah KhoDaa mein Kharaab saa murgaa khaa liyaa thaa.
6.
Teen din baad hamaare paas phir aa gaayaa. Ham isko kabhee achhaa khaanaa naheen dete the. Vah kabhee maangtaa bhee naheen. Lekin dekhtaa rahtaa thaa.
Ek ravivaar bhojan ke liye raajmaa –chaawal banaa huaa thaa. Isko banaane mein bahut achhaa khushboo aa jaataa hai. Kisee kaaran ke liye maine darvaazaa khol diyaa aur vahaa Bahadur ko dekh liyaa. Shaam ko samay thaa aur Bahadur ghar jaane vaalaa thaa. Mere haton mein ek raajmaa-chaawal kee thaalee thee aur Bahadur seedhaa is thaalee kee tarah dekh rahaa thaa. Maine sochaa kee shaayad usko yah raajmaa-chaawal khaanaa hai. Lekin maine pataa naheen kyon sandeh kiyaa. Maine sochaa kee ham kabhee abhee banaa huaa khanaa kabhee naheen dete hain to main ab kyon doon?
Doosraa din Bahadur gayaab hogayaa – kaam pe naheen aagayaa thaa. Ek din hamen pataa chalaa kee vah chal basaa.
******************************************************************
* This is an experimental story NOT YET PROFESSIONALLY EDITED. The English translation is literal and not really professional. This is intended as a reading practice for beginners or intermediate Hindi learners.
If you have any comments on how to improve this blog, please write them